Scope of Diploma Mechanical Engineer in Gulf/Diploma Mechanical Engineer scope in Gulf/@ErMdSajid Hi everyone my name is …
Scope of Diploma Mechanical Engineer in Gulf/Diploma Mechanical Engineer scope in Gulf
[Hubungi_Encik_Amir_Diploma_0176842836_Klik Link dibawah]
Klik sini Untuk Maklumat Lanjut Diploma Kejuruteraan Mekanikal
[Hubungi_Encik_Amir_Ijazah_0176842836_Link ini https://tiktok.com/@uniselklik]
#Scope #Diploma #Mechanical #Engineer #GulfDiploma #Mechanical #Engineer #scope #Gulf
For interesting videos you can follow my FB Page & instagram
Facebook page:https://www.facebook.com/ErMdSajid789
Instagram: http://www.instagram.com/mdsajid789
Good job
What a great video you have explained everything in a quite impressive way
Gas company
Me 2;5 yrska experience hai and diploma in mechanical engineering Kiya hai job k liye kya karana hai
Nice
Very good information bhai
Mechanical engineer kiya hu,automobile industry me experience hai lekin me job switch karna chahta hu oil and gas industry me,kya Karu
Please share your mobile number
Sir deploma karna h to Esme kon sa trd best h bidesh Jane ke liye
Mai Saudi arabia gaya tha aur mera salary 8000 riyal tha 2014 me
Sir mene mechanic engineering prediplom kiy he doxt 18 month ka course he
Bhai agar koi band BSS Ya koi aur vocational training se diploma course kiya hai to . Kya vo diploma chalega…
Aur kya ye Manyata hogi
Sir machanicle se diploma hai kya welding forman trade sahi rahega
Hello bhai…merko ek doubt tha kya dubai mai mechanical static ya rotating maintenance ka job requirements ni aata hai or agar aata hai to kitna saal ka experience demand krte hai wo log
Bhai bohot badhiya 👍
Diploma kaise aur kaha se kre sir
Sir apka phone Number do
Nice
सर मैं डिप्लोमा कोर्स mechanical engineering mein 10th के बाद 2021 2024 में मेरा डिप्लोमा खत्म हो गया है क्या मैं फौरन जा सकता हूं पढ़ाईके लिए
Diploma in mechanical engineering and electrician trade company may Ressum kese daye and Bhai ji kisi pvt Ltd company may job aye To baat Dena per freshers Nhi hai Hum
Mera diploma mechanical se hai mujhe hvac ka technician wla courses Krna chahiye ya hvac design and drafting wla courses krna chahiye???
❤❤❤❤
Machenical engineering krne ke bad alg se qc course kr ke engineering se ja skte hai
Bhai me EV company me hun..
3 year experience he..
vacancy he kiya kuch
Bhai b tech jaruri hai promotion ke liye mai bhi diploma kiya hu ab problem ho rahi hai
Bhai me 6 saal se oil and gas me kaam karta hu aur mene 12 th Tak padhayi Kiya hai
Bhai mujhe mechanical diploma karna hai kaha se Karu kaise Karu koi idea nahi mil Raha hai
Sidha sidha bataya go ki kitani salary milega
Ma just AutoCAD kia h. Aur 5000 hazr riyal kama Ra hn. ..
Reply please sir
Sir mai diploma mechanical branch se hoo plumber se jau to sahi rahega
Sir fireman ko kaaya scope iss par ek video baniye
Bhai vides jane ka kya trika hai
Machenical engineer se diploma Kiya hai
Mera diploma Electrical se hai hvac supervisor me Gulf ja sakte hai na sir 4 years hai indian experience
Diploma in Electrical engineering kar raha hu sir
Mechanical Design ke bare me video upload kar bhai.. Plz👍
Can I get Site engineering job having diploma engineering degree in HVAC field..
Kya hvac technician mein 2 saal gulf ka experience kafi rahega ya aur jyada?
Sir structure supervisor me ja sakate hai ya nahi
Sajid bhai I am art graduate… Can I get any job in oman
Most helpful video to me 👍🏻
Diploma electrical engineer fresher salary in automation
Sir mera diploma engineering machanical se h abi mujhe gulf m job krna h
Saans kaise lete ho Bhai door door Tak koi ped podha nahi dikh raha